Mohan muntazir shayari .! Bewafa shayari .! ham chahte hi nahi ki mohabbat ho jaye lyrics



Mohan Muntazir Shayari.! Hum chahte hee nahi mohabbat ho jaye.!

Mohan Muntazir Shayari.! Bewafa Shayari images.


Mohan muntazir bewafa shayari ,


Bé-waja mujh ko chhóda thha' sb chúp ràhe ,
Beéch raste se hée rasta móda thha' sb chúp rahe,
Maine ék ladki ka díl toda to hañgama huwà,
Ek ladkí ne mera dil tóda thha' sb chúp rahe.

 - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -  -

Bewafa attitude shayari ,




Maí dil ke tóokdoun kó phír se pahad kar lúnga,
Tújhe na dúnga dóbara kabad kàr lungà,
Tu apní soch mére bad tera kyà hóga,
Maí apna kói-na-koí jugàd kar lúnga ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -  -

pyar attitude shayari ,,


Karéga jb kabhi ínkar 'jaañ lelegà,
Wo béwafa haí mére yaàr 'jaan lelega,
Naà jaane kítane nawabóun ne khúd- khushí karlí ,
Usé batao ké ye pyàr 'jaan lélega ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -  -

mohan muntazir mushaira shayari -  Phir kisi se milayenge nazren----


Phír kisi se milayeínge nazréin ,
Phir kísi se móhabbat karéinge,
Wó agar bé-wafa ho gayí too ,
Dúsri se mohabbat kàreinge,


Íshq me jaan dé de kísi ke ,
Itñe buzdil nà thhe aur na hoñge,
Húm ko ishwar né jo dan dee hài ,
Zindgí se móhabbat kareínge,


Ék tarfa mohabbàt me yaaróun,
Fayéda kya haí bar-bad hókar ,
Joó mohabbat karé sìrf hum sé ,
Húm usi se mohàbbat kareiñge,


Kahé do jakar zara machliyóun,
Koi ummíd hum se na rhàkke,
Hum sàmandar ke haí shàhzade,
Jàl-paree se mohabbat karéinge ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -  -


Mohan muntazir famous ghazal - Hum chahete hi nahi mohabbat ho jaye -----




Kàro gee mohabbat too chahére pr udasí chayegí ,
jo chayégi udasi tújhe nind nà aayégi ,
Nínd na aayegi tóo chahere pàr asar aayéga ,
Chàhere pr asar aayéga,to tu nazré churayéga ,
Phír jaane kb talàk hàmse milné na aayéga ,
Tu mílne na aaye humse aisi noúbat heé kyon aaye, HUM CHAHETE Hí NAHI MOHÀBBAT HO JAYÉ,




Karógi mohabbat too kúch yún mohàbbat hogi ,
Kabhí shaq hóga,mujh pé kabhi shíkayat hogí ,
Jiñse wasta nahi unse adàwat hogí ,
Shàher se nafrat duníya se baghàwat hogí ,
Hàm sahe jayeínge tum na sahe paógi ,
Kaíse zamane ke seétum utaogi ,
Samjayénge ghar walé to mujh se khafa hogí ,
Maí tanha rahe jaúnga,tum bewàfa ho jaógi ,
Tum ho jào bewafa aisí noubat hee kyún aayé 
HUM CHAHÉTE HÍ NAHI MOHÀBBAT HO JÀYE ,,,,



Karogí mohabbat too Róz mulakat hogí ,
Wàqt zaya hoga,fheézul baat hogí ,
Shàam ko taane dénge kuch log ,
Ghar pahúnchate - pahunchate raat  hó jayegí ,
Púchenge ghar wale to kya batàogi ,
Jhut bológi yaa khamósh ho jaógi ,
Soçh kr dín ki batoón ko múskuraogi  raàt bhàr ,
Niñd na aayégi jago-gi raat bhàr ,
Chéed-cheedi ho jaogi jb dóst chídhayenge ,
Merà naam lekar log tujhé bulayeñge ,
Iñ har qatóun se ek dín ukta jaógi ,
Túm thukra-o-hame aísi noubat hee kyún aàye ,,
"HUM CHÀHETE HEE ÑAHI MÓHABBAT HO JAYÉ ",



karogi mohabbat too ízhar karna hogà,
Zamàne se chúpkar pyar bhí karna hóga,
Tujh kó tak ne lagégi zamane kí nazreín ,
Mújh par raheñe lagegi dúniya ki nazreiñ,
Phír deknà tum yé samjoúta karlógi,
Hàme chhód kar íshq dúsra karlógi,
Wó tumhe míl jayega tum khúbsurat hó,
Khwahísh hoo sb kí haseen súrat ho,
Aàheesta aahéesta terí umar kat ho jayegí,
Téri móhabbat bhi phír béwafa ho jayégi,
Us ké baat karne ka dhàng badal jayegà,
Téri julfoun kà jb rang bàdal jàyega,
Yaàd kar phír hame pachtaógi bahot ,
Sadàyein dógi chíkogi-chillàogi bàhot,
Bítane àaogi zindgi ka kínara hamare sàth,
Jawàni kisi ké sath, budhapa hamàre sath,
Túm milo búdhape me aísi noubat hí kyuñ aayè,
 "HÚM CHAHETE HI NAHI MÓHABBAT HO JÀYE",



Kàrogi mohabbat tóo Ghar bhí chhod na hóga,
Túmhare sath ye shàher bhi chhod nà hoga,
Toót jaye gaa phír ghar waloun sé ríshta,
Màa ke hatoun sé neewaloún ka rishtà,
Bhúk lage gí too yé pyar bhí màr jayéga,
Búlayenge ghàr wale toó ghar lóut jàogi,
Hàme thukara kar apne shahér lout jaogí,
Hàm pr aayega tújhe bahe kane ka ílzam,
Làdki pr nahi aata bhàgane ka ilzàm ,
 Fhàs jayenge phir hàm zamane ké chakkar mé,
Jawaní nikal jayegí thhane ké chakkar me,
Apñe bayan se phír tu palàt jayégi,
Méri zindgi jhél me kar jayégi,
Umàr gujare jhel mé aisi noubat hí kyún aaye,,
 "HUM CHAHÉTE HEE NAHI MOHABBÀT HO JĀYE  .....



No comments:

Powered by Blogger.