Top 5 Famous Shayari Of Popular Merathi! ejaz popular ki shayari

Top 10 Funniest Shayari Of Populer Merathi! Mazahiya Shayari.


 
Top 5 Famous Shayari Of Popular Merathi! ejaz popular ki shayari


[ Popular merathi ,  inka sahi naam  "Dr. sayyed aijazuddin shah" hai ,jinhe ham sab popular merathi ke naam se jante hain, inka janam "9 - Aug -  1953" me india ke meerut [merath] shaher me huwa tha, 

Popular Merathi ye us shayar ka naam hai jisne mazahiya mushaire ki duniya mein apne sheron se samayin[ mushaira sunne wale ] ki bharpur khidmat ki / kar rahe hain , inhone apne mazahiya sheron se sabhi samayin ke chaheron pe muskan lane ki koshish ki , guy’z aaj ham is  post mein aap ke liye Popular merathi ke kuch mazedar sher laye hain , ummid hai aapko ye post pasand aaye gi ,,,,,,,]

 

popular meeruthi funny shayari--

 

Make-up ki kar chuki numàish ídar udàr,

Àb tó naqàb chañd se mukhdé pe dàl lo,

Bé-parda dekhle na móhalle ka koí shàk's,

ab ghàr karíb aa gayàa burqa níkal loó..


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


 popular merathi funny shayari ,

Husn kà nayàb aúr dilkash khazàna chhód de,

Uske ghàr ke sàmane seetí bajana chhód de,,

Sàch hai uske bhayíyon sé khatra hài màgar.......

Dàl-dalóun ké khoúf se kya ghàr bànana chhód de.


Funny Shayari


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


 popular merathi shayari ,

Sóokhe chahere pàr safede ka ye ghàata dekhíye,

Yún banayaa jaatà hai bàsee ko tazàa dékhiye,

Jaà rahe hain jeàns pàhene 10 kíllo ke ye shér-khan,

Kis kadàr hai khúbsurat ye jànaza dekíye,


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


 popular merathi mazahia shayari,

Tadbéer kàa khoota haí muqa ddar se làda hai,,

Dúniyaa ose kahéti hai ké chalàkh bada haí,

Khúd 30 ka hai aur Doólhan 60 baras kiii,,

girtée huwi deéwar ke saye meín khada hai....


Funny shayari on girlfriend


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


 funny shayari , popular merathi 

Mai hoón jis hal mein' aeí, mére sanàm raheñe de,

Chàku mat de mere hathoún me kàlam rahené de,

Maín too shàyar hoón mera díl hai bahut hee najuk,

Main patàke hi sé mar jaaónga boóm rahene de, 


                   - - - - - - - - - - - - - - - - - 


popular merathi latest mushaira shayari ,

Hai sher fahem sb mere sale kamal ke,
Baithe hai shayari ka samandar khangal ke,
Tarif kar rahe hai wo yun mere sher ki ,
Kagaz pe rhk diya hai kaleja nikal ke ,


 
                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


Ham jiyenge na mohabbat ka asar hone tak ,
Umar kat jati hai deewar ko dar hone tak ,
Jite ji tar bi mumkin hai na tum tak pahunche ,
Khakh ho jayenge ham tum ko khabar hone tak .


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -
 

kayi bar naa naa ,,

kayi bar amhm  ,,

ye kya jis hai mere yaar amhmmm ,,

kiya jab mulakat ka zikar maine  ,,

wo karti rahi bs lagatar amhmmm ...


                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


lagi wo aag ke sab housalon ke bagh jale ,

tu ab se pahele kahan tha are dimagh jale ,

jawan huwe tere jazbat is budape mein ,

jale charagh magar der se charagh jale ,



                   - - - - - - - - - - - - - - - - -


kaisa hairat-naat technique ki zamana aa gaya ,

yun laga jaise ke qatre mein samandar bhar diya ,

meri saasu maa bi hai kaisi ghazab ki scientist ,

roz phatne wala bam mere hawa le kar diya ,

 


1 comment:

Powered by Blogger.