Attitude shayari , attitude poetry , Jigar moradabadi - kya husn ne samjha hai..

Attitude Poetry ,,, Jigar moradabadi ki famous ghazal ,,.

aukat shayari,full attitude poetry .,

Jigar moradabadi famous attitude poetry - Kya husn ñe samjha hai, kya îshq ne jaana haí ,


Kya husn ñe samjha hai, kya îshq ne jaana haí ,
Húm khaqh-nashinó ki thokar me zamaña hai,

Wo húsn-o-jamal uñka yé ishq - o - shabab apña ,
Jiñe ki tamanna hai marñe ka zamàna hai ,

Ya wo thhé khafha hum se, ya húm thhe khafha uñse ,
Kal unka zamana thhà aaj apna zamaña hai,

Yé ishq nahi aasan itna tó samjh lijiyé ,
Ek aag ka dàriya hai aur dub ke jaaña hai ,

Aansu to bahút se hai aankho me "JIGAR" Lekín ,
Ban jaye so móti hai bah jaye so paañi haî ....



____________________________________

Attitude shayari , 


Mere Dushman bhi mere múreed haiñ shayád ,
Waqt be waqt mera ñaam líya kartè haín,
Meri gali se gúzarte haín chhūpa ke khanzar ,
Ru ba Ru hóne par salam kiya kârte haín ..

____________________________________

Attitude shayari , 

Halat ke kadhamó par sikandar ñahi jhūkte ,
Toote huwe tare kabhi zamín par nāhi girtē ,
Bade shoúk se girti hai lahereiñ samúndar méin ,
Par samûndar kabhi laherón mein ñahi girtê ...

____________________________________

Attitude shayari , 

Ham kô mitha sake ye zamañe mein dam nahî ,
Ham se zamana haí ye zamañe se ham ñahi ...

______________________________

 Attitude shayari , 

Kuch der ki khamóshi hai phir shôr aayé ga ,
,
Kuch der ki khamóshi hai phir shôr aayé ga ,
,
Tumhara sirf waqt aayà hai hamarã doúr aaye gâ ...

______________________________

Attitude shayari , 

Kal tak tó aashña the magar aaj ghair Hô ,
,
Kal tak tó aashña the magar aaj ghair Hô ,
,
Do din me ye majaz haí ,, aage kí khair hō ....

______________________________

Attitude shayari , 

 Sahi waqt par karwa de hadouñ ka ahesâs ,
Kuch talab khúd ko samuñdar samajh baithé haiñ

______________________________

Attitude shayari , 

Sher kó jagana , aur hame sulaña kisi ke bas ki baat nahĩ ,

Ham wahañ khade hoté haín , 
Jahañ matter bade hotē haiñ ..

1 comment:

Powered by Blogger.