Ejaz Popular Meeruthi : Popular merathi funny shayari .

Popular merathi shayari..  Urdu Poet: Read All His Mazahiya Shayari 


Ejaz Popular Meeruthi
 

Popular merathi latest new Mazahiya shayari ----


Toubà-touba pyar ka ízhar Telephoné par ,
Doston sé karna zíkar -e- yaar telephoné pr,
4 Aashíq kar rahe thhé tazkíra mashúk kà ,
Ek jaísi guftagú thhí 4 Telephoné par .....

__________________________________

popular merathi funny shayari .,,

 
Jéans 👖 ko , sadí ko, salwàr ko, cheettí (letter) líkh dún ,
Kabhí Salma, kabhí Rukhsàr ko cheétti Líkh dún ,
Koí-na-koi to ís jal meín fhas hí jaye geé ,
Ek heé sath maín 2-4 ko cheettí likh dún ? 


__________________________________

 funny shayari , popular merathi .,


Raàt (night) ko sard hawayeín mujhé tadpatí haí ,
Chand (moón) bhí mujh kó kisí bhoot ka sar (héad) làgta haí ,
Mujh sé shadí joo karógí too ínayat hogí ,
Raat ké waqt mujhe kamaré (room) me dar lagta haí ...

__________________________________

popular merathi shayari ,,


Ye haí sach , ké -- nek níyat kabhi thhí, na haí, na hogí ,
Mére kaam me sharàfat kabhí thhí, na haí, na hogí ,
Mújhe Naàz apne fhan par ke maí jeb (pocket) kat ta hoón ,
Mujhé mangane kí aadat kabhí thhi ,na haí , na hogí ..


__________________________________


Popular merathi ghazal ., Pas-ban too rhak hee deta sar(head) hamara tod kr,



Pàs-ban toó rhàk hée déta sàr (head) hàmara tód kar,
Rhàk naa déte hum àgar zalím kà danda tód kar ,

Aúr jaz-bayé ínsaniyat sé apna ríshta tód kar,
Dàakuón (wanted's) kya míl gaya shàyar ka jabdà tod kàr,

Kúch na hath aàya too utña hée ranjeeda huwà ,
Chór jítna khush thà mere ghàr ka tala (locker) tod kàr,

Dék ta bíwi (wife) ko thha aúr sas aatí thhi nazàr ,
Rhak díya jhunjala ke maíne apna chashma tod kàr,

Kyà kahún tum sé sulúk apne kíraye dar kà,
Ghar sé nikla bhi too zalím ghar ka zeena tod kàr,

Maíne kaha thha ussé mat angdayí le ,
Kya míla tujhe ghar ka sheesha (mírror) tod kar,

best health care tips 
__________________________________
 

Funny poetry ., Funny poetry in hindi .,


Rahóge yon hee híppi ban ke ruswaye jahan kb tàk ,
Zulekha kí aada apnaoge Úsuf míyan kb tak,

Gayé too thhe magar sasúral se wapàs chale aayé ,
Bhàla saloun kí hum bardash karté gaalíyan kb tàk,
 
Dílaoge agar ghaírat too ghàirat aahí jaye geé ,
Rahenge bhédiya ban ke hàmare shér-khañ kb tak,

Haséeno kya hamàre naam se bhí hai tumhé nafàrat ,
Pukàroge húm kó kb tàk fhàla Íbn-é-fhala kb tàk,

Tu jb angdàyi  léta haí toó shéeshe toot jate haín ,
Líye jayéga shée-she tod angdayíyan kb tak,

Kisí bande kà ghar déko agar hímmat hài kúch-tummé ,
Khúda ké ghàr mé yún kàrte ràho gé chóríyan kb tàk. ......



No comments:

Powered by Blogger.