Akbar allahabadi shayari , Urdu shayari .,
Akbar allahabadi famous 2 lines shayari ,,
"AKBAR ALHABADI" inka pura naàm
Sayyed Akbar Husain thha, jiñka janm(birth) ilahabad me huaa thha!
Akbar Allahabadi Shayari
Dal de jaan maa'ni me wó urdu ye haí ,
Karwaten lene lage tab'aa wo pàhelu ye hài ...,
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Ta'alluk Ashiq-ó-mashuk ka to lút'fh rakhta thha,
Màje ab wo kahan baki rahe bíwi Miyan ho kr .....,
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Jalwa na ho maa'ni ka tó surat ka asàr kya,
Bulbul gul-e-tasveer ka shaída nahi hota...
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Aayi hogi kisi ko hijr mó mout,
Mujh ko to nind bhi nâhi aati ...
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Gham-khana-ye-jahàn me waq'at hee kya hamarí ,
Ek na-shunida úfh hai ek aah-e-de-asar haí ..,
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Khuda se mang jo kúch mangna hai "AKBAR",
yahi wo dr hai ki zóllat nahi sawal ke ba'àd..,
________________________________
akbar allahabadi urdu shayari ,
Dinar se tum ko fhúrsat kam yahan fhakhe se kam khalí ,
Chalo bs ho chûka milna na tum khàli na hum khali ...,
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Ishwa bhi hai shoukhi bhí tabassum bhi haya bhí,
Zalim me aur ek baat hai îs sb ke siwà bhi.....
________________________________
akbar allahabadi shayari ,
Jawani ki duaa ladkon ko ña-haq log dete haí ,
Yahi ladke mitate hain jawañi ko jawan ho kàr ...,
________________________________
akbar allahabadi urdu shayari ,
Kholafh-e-shra kabhi shóukh thhukta bhi nahi,
Magar andhere ujhale me chúkta bhi nahi...
________________________________
akbar allahabadi urdu shayari ,
Asar ye tere anfhas-e-masihayi kâ hai "AKBAR",
Ilahabad se lañgda chala Lahor tàk pahuncha .....,
________________________________
urdu shayari ,
Ab tó hai ishq-e-butan me zindagañi ka maja,
Jb khuda ka samana hoga to dékha jayegâ ...
________________________________
akbar allahabadi urdu shayari ,
Kuch tarj-e-sitam bhi hai kúch andaz-é-wafa bhi ,
Khulta nahi haal un ki tàbiyat ka zara bhi ....
________________________________
akbar allahabadi urdu shayari ,
Is gulistan me bàhot kaliyan mujhe tadpa gayí ,
Kyún lagi thhi shakh me kyuñ Be-khile murjha gayi ....
No comments: