Rahat indori shayari - Dushman Bhi Mujhko Khandani Chahiye !

Rahat Indori - Dushman Bhi Mujh ko,,

Rahat Indauri Shayari In Hindi,Rahat Indori attitude shayari,Aie Khuda !,

Rahat indori most famous ghazal  - Sirf khanjar hee nàhi aankhon mein paani chahíye ,



Sirf khanjar hee nàhi aankhon mein paani chahíye ,
Aie.! Khuda dushmañ bhi mújh ko khandani chahíye,


Shaher kee sari alíf - lailayein búdi ho chuki ,
Shahezadoun kó koi taza kahañi chahiyé ,


Maine aie.! Suraj tújhe pooja nahí' samjha to hài ,
Mere hisse mé bhi thodi dhúp aàni chahiye ,


Meri keémat kon de sakta hài is bazar meín ,
Tum zulekha hó tumhe keemat lagañi chahiyê ,


Zindagi hài ek safar aur ziñdagi kee rah méin ,
Zindagi bhí aaye to thokar lagàni chahíye ,


Maine apní khoshq ankhon se làho chalka diyâ ,
Ek samandar kàhe raha tha mújh ko pañi chahiye ...

No comments:

Powered by Blogger.