Romantic poetry urdu ! romantic poetry in urdu for lovers.! iqbal ashar shayari.

 New romantic poetry in urdu , 

Romantic shayari in urdu.! Iqbal ashar Shayari.!

( Hello Guyz aaj is post mein ham aapke liye iqbal ashar sahab ki kuch bahetarin ghazlein laye hain, ummid hai aapko yeh post pasand aayegi )

Iqbal ashar Ghazal :- Aaj phir yaad mohabbat ki kahani aayi,


Thahari-thahari si tabiyat mein rawāni aayi,
Aaj phir yaad mohabbat ki kahañi aayí ,


Aaj phir nind😴 ko aankhon sé bichahadte dekhà ,
Aaj phir yaad koi chhóth purañi aayi ,


Muddatoun bad chala un👉 pe hamàra jaadú ,
Muddatoun baad hameín baat bañani aayi ,


Muddatoun bad pasheman húwa dariya ham sé ,
Muddatoun baad hamein pyaàs chhupani aayí ,


Muddatoun baad khūli us aatay-e-sahra ham pàr,
Muddatoun baad hameįn khaqh udani aàyi,,


Muddatoun baad mayassar huwà man ka aañchal ,
Muddatoun bad hamein niñd suhani aàyi ,,


Itni aasani se milti nahi fan kí doulat ,
Dhal gayi umar to ghazloun pe javàni aayi..!

_____________________________________________

Iqbal ashar ki ghazal - Pyas dariya ki nigahon se chhupa rhakki hai,



Pyas dariya ki nigahon sé chhúpa rhakki hai,
Ek badal☁️ se badi aas laga rhàkki haí ,


Teri aankhon ki kashish kaise tújhe samjhaon ,
In charaghon ne meri ñind😴 uda rhakki hài ,


Kyún naa aa jaye mahakne ka hunar lafzón ko ,
Teri chhitthi jo kitaboun mein chhúpa rhakki hai ,


Teri baton ko chhupana nahi aatà mujh se,
Tu ne khushbu mére lahje mein basa rhakkí hai,


Khud ko tanha na samajh leña naa aie.! diwano,
Khaqh shahraon ki ham ne bhi údha rhakki haí ..

_____________________________________________

 Romantic poetry Is taraf badal nahi thhe us taraf dariya naa tha,


Pyas ke bedar hone ka kôi rasta na tha ,
Is taraf badal ñahi the us taraf daríya na tha,


Raat ki tarikiyan pàhchan leti thhi úse ,
Ruh ki aawaz tha vó jism ka saaya nà tha ,,


Teri yaadein to charaghón ki qatarein bañ gayi ,
Pahle bhi ghar mein újhala tha magar aísa na tha ,,


Chhnd qataron ke líye dariya ko kyún taklif dee ,
Mere janib dekh lete maín koi sahra na thà ,


Raat aayi to charaghon ki bàdi taziñ thhi , 
Aur jab guzri to koi púchne wala na thâ ...

_____________________________________________

 Romantic urdu poetry , 


Dayar-e-dil mein Naya ñaya sa charagh kói jala Raha hai ,
Main jis kee dastak ka muñtazir tha' mújhe wo lamha bula raha hai ,,


Phir adh-khula  sa koi dàricha mere tasavvúr pe chha raha hai ,
Ye khoya-khoya sà chand🌙 jaise teri kahañi suna raha hai ,


Vo roushani ki tâlab mein gham hai maįn khushboun ki talash mein hoón ,
Main dayeron se nikal ràha hoon ' wó dayeron mein sama raha haì ,,


Wo kam-sin ki shafiq yàadein gulab ban kar mahak úthhi hai ,
Udas shab ki khamoshîyon mein ye kon Lóri suna raha hai ,,


Suno samandar ki shokh lâhron ' hawayen thàhri hai ' tum bhi thahrö ,
Wo door sahíl pe ek bachha abhi gharaónde bana raha haí ...

_____________________________________________

No comments:

Powered by Blogger.